Use 2 Whatsapp Account In 1 Mobile 100% Real Trick

Ek Mobile Me 2 Whatsapp Account Kaise Chalaye Agar aap nhi jante hai to jaan le ki aap apne ek mobile me 2 whatsapp account chala sakte hai .
Jydatar logo ke paas aaj ke samay me sabhi logo ke paas android phone hota hai aur unme se jyadatr logo ke paas double sim baala phone hota hai ,
to unhe kabhi kabhi aisi emergency aa jati hai ki unhe do whatsapp id ki jarurat padti hai to wo ye soch kar niras ho jate hai ki aisa posssible nhi hai ,
yanha main usko batana chahuga ki ye bilkul possible hai bhaio ,
ap apne ek phone me 2 sim se 2 whatsapp aasani se chala sakte hai .Iske liye bas aapko ek application download karnahoga jiska naam hai "Gbwhatsapp" .Ap is application ke .apk file ko apne phone me install kijiye jaise aap dusre app install karte hai .Gbwhatsapp ko apne android phone me install karne ke baad aap jaise apna original whatsapp chalate hai baise hi chala sakte hai.Balki aapko bata du ki Gbwhatsapp me jo features hai wo khud original balewhatsapp me nhi honge ,To dosto der kis baat ki aaj hi download kijiye Gbwhatsapp apne phone me aur apne smartphone me 2 whatsapp chalayiye wo bhi bilkul asani se.
ApGbwhatsappko iske official website se download kar sakte hai ya fir google me search kar sakte hai ,
aur haa ye dhyan rakhna ki aapko Gb whatsapp ka latest version hi download karna padega nhi to aap 2 whatsapp use nhi kar payenge ,
main yanha par link nhi sakta direct download ki kyonki wo bahut hi jaldi update hota rehta hai isiliye behtar hoga ki aap gbwhatsapp ko google par search karke download karle.

Popular Posts