Viva Video Ka Watermark (Logo) Kese Hide Kare ((No Root)) 2017

By AZ Khan

Aap yadi video editing ka shounk rakhte hai to sahaya hi aapne viva video ka naam na suna ho.viva vedio android ke liye sabse best video editor hai, isme bahut se features hai. iska jo simple version hai aur us se aap video edit karke save karte hai to usme viva video ka watermark bhi add ho jata hai aur yadi aap ise hatana chahte hai to aapko iska pro version download karna padega.Viva video ka pro version 2.99 us $ ka hai matlab lagbhag 200 indian rs. ka buy karna padta hai.lekin yaha se aap ise free me download kar sakte haiPro version me other aur bhi bahut se features hai.Download Viva Video Pro Version FreeViva video ka pro version free me download karne ke liye is link ko copy kar ke dusre tab me open kare-




Download VivaVideo Pro Apk File Free -

https://drive.google.com/file/d/0B5ZmOQE5TynnWFd4elVFVDdfUDA/view?usp=docslist_api



Viva Video Pro Ke Features
० Watermark-free videos
० Unlimited video length
० Title ke liye custom font suport karta hai
० PIP feature support karta hai.
० Multi title add kar sakte hai bubble animation ke sath.
० Multi music aur dubbing add kar sakte hai
० Bohut se themes, effects hai.
० Isme 60+ video effect hai.
० Photos ki slidshow video bana sakte hai.
० Video ko trim kar sakte hai.० Bahut si videos ko jodkar ek video bana sakte hai.
० Video me title, text, filter, music etc. add kar sakte hai.
० Video ko gallary me export kar sakte hai.
० Video ko facebook, instagram, youtube, vine, gmail etc. me share karne ka option hai.

Popular Posts