GOOGLE DUO : Free Video Calling Ka New Simple App

Google Duo:

Free Video Calling Karne Ka New Simple App

Google ne 15 august 2016 ko google duo ke name se ek app launch kiya hai. Jis se aap simple tarike se video calling kar sakte ho. We all know, hangout jaise pahle se bahut se video calling apps hai fir goog duo me aysa naya kya hai or google ne ise kyu lauch kiya hai. in this post, mai aapko iske bare me details se bta raha hu ki ime kya khas hai jo oro me nahi hai.Google ke new video callinkg app duo launch hone ke bad Facetime and Skype jaise popular video calling apps ko isse badi takkar mil rahi hai. Iska user interface kafi aasan hai. ise aap jaise hi apne mobile me open karoge video camera on ho jayega or aapka video dikhne lagega. Actually, jab maine is app ko try kiya to mujhe iske feature mujhe bahut pasand aaye or mujhe laga ki iske bare me aap sabhi ko bhi btana chahiye. So chaliye mai aapko bta raha hu ki google duo app ko kyu use kare or isme kya kya better hai.Google Duo Video Calling Aapp Se Free Me Call Kaise KareApne mobile ke play store me jaye or search box meGoogle Duoya only Duo likh kar search kare or apps download kar le ya fir aap chahe to is link se bhi google duo app download kar sakte hai, Google Duo – The simple video calling app.

1.hangout jaise other video call wale apps me aapko apni gmail ID ke username, password se log in karne ki jarurat hoti thi but google duo me aap direct apne mobile number se video callinkg kar sakte ho.

2.Google duo abhi globally android and IOS phones me lagbhag 78 languages me available hai.

3.Abhi aap isse only video call kar sakte ho par aane wale time me aap isse sirf audio call bhi kar paoge.

4.Is app ki sabse achhi bat ye hai ki aap isse 2g internet connection par bhi achhe se use kar sakte ho. Jabki aapko dusre video calling apps ke liye 3G, 4G network ki jarurat hoti hai.

5.Ye app bahut simple hai aap ise aasani se istemal kar sakte ho.

6.Is app ka size bahut kam MB ka hai jabki iski tulna dusre video calling apps jyada size ke hote hai. So ise download karne me aasani hogi.

7.Is app se video call karne ke liye aapko sirf mobile number ki jarurat hoti hai

[Aap Es Application Ko Is Link Se Download Kare (PlayStore)]

Link- duo.google.com/ 👈 Download Here

Popular Posts