Xorware App Se 3G Phone Me Jio Sim Kese Chalaye (*100% WORKING TRICK........VIRUL TRICK)

Xorware App Se 3G Phone Me Jio Kaise Chalaye (Working Trick)

By: AZ Khan

Xorware app ki madad se aap apne 3G phone me jio sim chala sakte hai aur aisa aap tab kar sakte hai jab aapko iske bare me puri aur sahi process pata ho Sirf xorware app install kar lene se aapke phone me LTE network mode switch nahi ho jati hai balki app me aapko kuch changes karke phone ke network mode ko 4G or LTE mode badalna hota hai.Internet par aapko 3G phone me jio sim chalane ke bare me bahut si trick or jankari milti hai par unme se jyadatar trick fake hoti hai waise sabhi tricks ko fake kehna munasib nahi hoga kyuki aise bhi jio ki tricks internet par available hai jo 100% work karti hai Mai sabhi tricks ko fake nahi keh raha par mostly tricks fake hi hoti hai agar aapke phone me MTK chipset processor hai to sayad kuch chanches hai ki aapke phone me jio 4G sim work kar jaye.


Waise aapko MTK wali trick ke bare me to pata hi hai maine apne pichle post me us trick ke bare me bataya tha

1. http://funzonexdindia.blogspot.in/2017/02/how-to-use-jio-4g-sim-in-3g-phone-full.html?


2. http://funzonexdindia.blogspot.in/2017/02/reliance-jio-sim-3g-phone-me-kaise.html

aap mein se bahuto ke phone me wo trick work nahi kari hai aur kuch ki kari bhi hai ye sabhi aapke phone processor aur company par nirbhar hoti hai agar aapke phone par LTE network ka option hota hai to aap easily apne phone par jio ki sim chala sakte hai par aapko apne phone me LTE network mode ko unlock karna hota hai.

Kuch hi din pahle mujhe jio ki ek aur trick ke bare me pata chala hai aur us trick me aap apne 3G network ko 4G network mode me badal sakte hai or 4G network switch kar sakte hai aur aisa aap..........



sirf ek app Xorware ki madad se kar sakte hai Waise ye confirlmy nahi bataya ja sakta hai ki aisa hota bhi hai par ek review me kafi sare logo ne ish trick ko apne phone me test kiya hai aur unka kahna hai ki xorware appse 3G network ko 4G me switch karke jio ko easily apne phone me chalaya ja sakta hai.

Xorware App Kya Hai Xorware app actually me ek network changer module app hai is app koish tarah program kiya gaya hai ki ye aapke phone me 2G or 3G network mode ko 4G me change kar sakta hai aur 4G mode ko 2G or 3G network mode me convert kar sakta hai Is app ko kisi spanish company ne banayi hai aur ishe specially 3G network mode ko 4G me badalne ke liye banaya gaya hai.

Xorware ke 2 configuration app hai jise phone me install karna must hota hai dono apps aapas me connected hote hai agar aap sirf xorware 2G/3G/4G interface proapp apne phone me install karke network mode ko change karne ki kosis karte hai to aisa nahi hota hai kyuki aapko ish app ka ek aur part xorware switcherapp phone me installed karna hota hai.

Xorware switcher app aapke phone ke 3G network mode ko 4G or Lte network me switch karne ka kaam karta hai aur uski permission aur network ko 4G me badalne or convert karne ka kam xorware interface pro app ki madad se hota hai isliye dono app ko phone me install karna must hai.

Xorware App Se 3G Phone Me Jio 4G Sim Kaise ChalayeXorware app se 3G phone me 4G jio sim chalana bahut hi aasan hai isme aapko alag se MTK processor nahi chahye hoti hai balki ye trick har processor or phone par work karti hai Isme aapko kuch chije configure karna hota hai aur uske baad phone ko reboot karna hota hai.

Ish app me zyada settings nahi hai isliye aapko is app ko jydad chedneki jarurat nahi hai bas xorware interface pro app ko open kariye aur LTE select karke phone ko reboot kar dijiye bas itna hi kaam aapko karna hai baaki ki setting aap waise hi rahne dijiye kyuki usme developer ki settings bhi hai agar usme kuch aapse gadbadi hui to phone network setting khrab ho sakta hai.



Step 1. Sabse pahle aap apne phone par Xorware Interface aurXorware Switcherapp install kariye.


Step 2. Dono apps ko phone par install kar lene ke baad phone ko reboot (restart) kariye.


Step 3. Ab xorware interface pro app ko open kariye.


Step 4. Open karne ke baad isme 2G or 3G network me LTE network mode select kariye aur apply button par tap kariye.


Step 5. Apply par tap karte hi settings save ho jayegi aur app close ho jayega phir interface pro app ko open kariye aur ish baar scroll down karke “Delay Second to make Network Change” option ko dhundhiye aur delay value ko 17 sec par set kar dijiye.



Ab xorware interface pro app ki sari settings ho chuki hai ab aapka next step phone ko switch off kar dena hai phone ko switch off karne ke baad usme ab apna activated jio sim card insert kariye aur phir phone ko switch on kariye.

Switch on karne ke baad kuch hi sec me network detection process shuru ho jayegi aur phir 1 minute baad jio ki network bhi show hone lagegi ab aap jio ka network activate karne ke liye apne phone My Jio Appinstall kariye aur apne sim ko my jio app se connect kariye.Jab aap my jio app se apne jio sim ko connect kar lenge tab hi uske welcome or happy new offer ka maja le sakenge agar aap soch rahe hai ki sim insert karte hi internet data connection on kare aur free internet chalaye to aap galat soch rahe hai kyuki ab free internet ka usekarne ke liye jio sim ko my jio app se connect karna hota hai.So guys aapko hamari ye trick kaisi lagi agar aapko xorware appse related kuch sawal puchna hai ya aap hame ish post ke bare me suggestion dena chahte hai to wo aap hame niche comment me de sakte hai.Agar aapko post pasand aaye to ishe apne dosto aur social media me jarur share kare

Popular Posts